Roman script

bichuwa more sajna ka pyar

sajna ka pyar, sajna ka pyar

dank jo mare lage katar

bichuwa mori sajni ka pyar

sajni ka pyar, sajni ka pyar

dank jo mare lage katar

bichuwa more sajna ka pyar

sajna ka pyar

rom rom pe naam likha hai

dekh ja aake shyam likha hai

rom rom pe naam likha hai

dekh ja aake shyam likha hai

karti hu mai intejar

bichuwa more sajna ka pyar

sajna ka pyar, sajna ka pyar

dank jo mare lage katar

bichuwa mori sajni ka pyar

sajni ka pyar, sajni ka pyar

dil pathar ka ro ke rahega

radha ka sangam ho ke rahega

dil pathar ka ro ke rahega

radha ka sangam ho ke rahega

mujhko to hai aitbar

bichuwa mori sajni ka pyar

sajni ka pyar, sajni ka pyar

bichuwa more sajna ka pyar

sajna ka pyar, sajna ka pyar

ban gayi ankhiya ganga jamuna

mushkil hai asuan ka thamna

ban gayi ankhiya ganga jamuna

mushkil hai asuan ka thamna

gam hai mujhe besumar

bichuwa more sajna ka pyar

sajna ka pyar

dank jo mare lage katar

bichuwa bichuwa 

more sajna ka pyar

sajni ka pyar

Explore this song