Roman script

bhuri bhuri teri aankhein

ho teri aankhon mein huwa hai mera dil laapata

bhula bhula khud ko bhula

khud ko bhula in galiyon mein hoke gumshuda

dil ajanabi sa kyun ho gaya

na hosh hai, na hai khud ka koi pata

(chaahat kyun had se bhi jyaada hai

jaane kya khuda tera iraada hai) - (2)

haan yun kaise kab tak chale, mere mere lag ja gale - (2)

tere mere abb darmiyaan jaane kyun hai yeh faasle

yun saath ho jo tum mere, masti bhara kaisa aalam hai yahaan

(chaahat kyun had se bhi jyaada hai

jaane kya khuda tera iraada hai) - (2)

dekhu dekhu dekhu tujhe, chaahu chaahu chaahu tujhe - (2)

hosh apna mujhako nahi, sochu sochu sochu tujhe

yeh ishq ne kya kar diya, har ek pal lage mujhako naya naya

(chaahat kyun had se bhi jyaada hai

jaane kya khuda tera iraada hai) - (2)

Explore this song