Roman script

ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein 

palat palat takdeer badalati jaayein

jite wahi jo khelein, daanv lagaayein 

aaja baabu ab kaahe ghabraayein

ghadi ki sunyiya ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein 

palat palat takdeer badalati jaayein

jite wahi jo khelein, daanv lagaayein 

aaja baabu ab kaahe ghabraayein

ghadi ki sunyiya ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein 

raahein muhabbat ki tedhi kuch sidhi

o yaadein kehlaaye baatein sab beeti 

raahein muhabbat ki tedhi kuchh sidhi

o yaadein kehlaaye baatein sab beeti 

yaadon ko bisra bas khaabon ko apna 

yaadon ko bisra bas khaabon ko apna

ghadi ki sunyiya, arre ghadi ki sunyiya 

ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein

palat palat takdir badalati jaayein jite wahi jo khelein

daanv lagaayein

arre aaja baabu ab kaahe ghabraayein 

ghadi ki sunyiya  ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein

dil dil diya na dil liya, na jaane maine kya kiya aaha aaha 

dil dil diya na dil liya, na jaane maine kya kiya aaha aaha 

main toh anjaan thi kahaan kho gayi

main toh naadaan thi teri ho gayi, jal gayi, bujh gayi aaha aaha

dil dil diya na dil liya, na jaane maine kya kiya aaha aaha

dil dil diya na dil liya, na jaane maine kya kiya 

dil dil diya na dil liya, na jaane maine kya kiya aaha aaha

yeh zindagi ke raaste hain haseen 

yeh zindagi ke raaste hain haseen 

jeete hai subhon shaam, lete hai tera hi naam

lete hai subhon shaam, tera naam

yeh zindagi ke raaste hain haseen 

yeh zindagi ke raaste hain haseen 

balkhaati julfon ke saayein hain

pyaari pyaari kaatil nigaahein hain

ho honth hai ya mai ke pyaale hain

palkon ke pichhe ujaale hain

yun hi jalna machalna, yun hi girna sanbhalna

yun hi manzil se milna

yeh zindagi ke raaste hain haseen

yeh zindagi ke raaste hain haseen

jeete hai subhon shaam, lete hai tera hi naam

lete hai subhon shaam, tera naam

yeh zindagi ke raaste hain haseen

yeh zindagi ke raaste hain haseen

yeh zindagi ke raaste hain haseen

Explore this song