Roman script

kabhi aayto mein padha tujhe, kabhi harf harf likha tujhe 

kabhi dil se tujhko pukaar ke, koyi sher apna suna diya
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya 

yeh ajeeb ishq ke khel hai, jahaan lajjaton mein kami nahi

kabhi maine tujhko hasa diya kabhi maine tujhko hasa diya kabhi tune mujhko rula diya
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya  
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya  
bhula diya, bhula diya ishq me khud ko bhula diya 
bekhudi mein maza aa raha hai bada 
dil tabaah hai to kya,dil tabaah hai to kya 
teri raah se jo nikal gaye, woh deewaane banke machal gaye

kabhi humne ki teri arzoo kabhi humne ki teri arzoo 
toh bata de yeh kya gunaah kiya
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya 
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya 
bhula diya, bhula diya tere ishq me khud ko bhula diya

Song details

Song video

Watch on YouTube