Roman script

bhor bhe panchi dhun ye sunaye 
jaago re gayi ritu phir nahi aaye 
bhor bhe panchi dhun ye sunaye 
jaago re gayi ritu phir nahi aaye 
bhor bhe 
panghat jagi gaanw ki har gali jaagi 
o panghat jagi gaanw ki har gali jaagi 
gori kahi aur gori kahi sawari jaagi 
aanchal ki chhaiya apne saiya ko bulaaye 
aanchal ki chhaiya apne saiya ko bulaaye 
bhor bhe panchi dhun ye sunaye 
jaago re gayi ritu phir nahi aaye 
bhor bhe 
main bhi wahi hu jahan muhra mera 
main bhi wahi hu jahan muhra mera 
madhuban mera to yahi angana mera
ye dar na chute chahe duniya chut jaaye 
ye dar na chute chahe duniya chut jaaye 
bhor bhe panchi dhun ye sunaye 
jaago re gayi ritu phir nahi aaye 
bhor bhe 
bhor bhe panchi dhun ye sunaye 
jaago re gayi ritu phir nahi aaye 
bhor bhe

Song details

singer: Mohammed Rafi, S Balbir