Roman script

bhor aayi gaya andhiyara

bhor aayi gaya andhiyara, sare jag me hua ujiyara

nache jhume ye man matwala, matwala

bhor aayi gaya andhiyara

gaya andhiyara, gaya andhiyara

bhor aayi gaya andhiyara

bhor aayi gaya andhiyara, sare jag me hua ujiyara

nache jhume ye man matwala, matwala

bhor aayi gaya andhiyara

bhor aayi gaya andhi, bhor aayi gaya andhi

bhor aayi gaya andhi, bhor aayi gaya andhi

bhor aayi gaya aandhiyara

bhor aayi gaya aandhiyara

dharti bhi jhumi bagiya bhi jhume

dharti bhi jhumi bagiya bhi jhume

bhawara machal ke kaliyo ko chume

bhawara machal ke kaliyo ko chume

nanhi kiran muskaye, lagi gila gagan

bhor aayi gaya aandhiyara

bhor aayi gaya aandhiyara

din ye sandesha leker purab se aata hai

din ye sandesha leker purab se aata hai

mahnet jo bante vahi phal milke khata hai

mahnet jo bante vahi phal milke khata hai

maje udhao mil ke, khushi manao mil ke

o maje udhao mil ke, khushi manao mil ke

nayi bahare aayi dekho phool khilao mil ke

ek duje ki sochoge to mojh karoge

haste gaate din bitega mast rahoge

deta hai jitna koi utna hi pata hai 

deta hai jitna koi utna hi pata hai 

din ye sandesha leker purb se aata hai

mahnet jo bante vahi phal milke khata hai

dekho kahta hai tumse savera 

ye savera, ye savera, ye savera 

dekho kahta tumse savera 

chhodo chhodo bhi tum ye tera mera, tera mera

dekho kahta hai tumse savera 

phuti gagri liye fir rahe hai

mil ke jo nahi peete the jo paani

jo bhi karna hai aaj ker lo

are yaad rakho jogi ki ye baani

ke palatti nahi hai samay ki ye dhara

bhor aayi gaya andhiyara

gaya andhiyara, gaya andhiyara

gaya andhiyara, gaya andhi

good moring, good moring o papa

good moring, good moring o daddy

good moring , good moring to everybody

good moring good moring good moring

beta, yes papa, barkurdar, yes dady

apni basha me bolo, ha ha i am sorry 

namaste namaste pitaji, namaste

jai hind jai hind o pitaji, jai hind

namaste namaste hai sabko

namaste, namaste, namaste, namaste

the morning rays are coming

the happy days are coming, kya

the morning rays are coming

the happy days are coming, haye haye bhula

subah ki kirane aayi hai, bahut achhe

khushiya hi khushiya laayi hai

subah ki kirane aayi hai

khushiya hi khushiya laayi hai

namaste namaste pitaji, namaste

jai hind jai hind o pitaji, jai hind

namaste namaste hai sabko

namaste, namaste, namaste, namaste

aayi paniya baran ki bela

aayi paniya baran ki bela

laga jamuna ke tat per mela

laga jamuna ke tat per mela

aayi paniya baran ki bela

mil ke bhar lo aye bhar lo aao gaghri

mil ke bhar lo aye bhar lo aao gaghri

bole chan chan kyu ghunguru akela akela 

aayi paniya baran ki bela

aayi paniya baran, aayi paniya baran 

aayi paniya baran ki bela

Explore this song