Roman script

bhoole zamane ki yaad na kar 

bhoole zamane ki yaad na kar 

duniya ki yahi ?? hai 

din hai kabhi ,kabhi raten hai 

dilfaak tu nashaad na kar 

nashaad na kar yaad na kar 

bhoole zamane ki yaad na kar 

zaalimon ki ek hasti hai 

zaalimon ki ek basti hai 

sone pe duniya hasti hai 

rone pe duniya hasti hai 

???????? se fariyaad na kar 

fariyaad na kar yadd na kar 

bhoole zamane ki yaad na kar 

hain koun hame gam sahne de 

hain koun hame gam sahne de 

biti nishaani rhane de 

biti nishaani rhane de 

yaad na kar barbad na kar 

barbad na kar yadd na kar 

bhoole zamane ki yaad na kar

Explore this song