Roman script

bhula huya afsana humko na tha sunana

ab chup na raho bas aage kaho

phir kya huya phir kya huya 

phir kya huya phir kya huya

bhula huya afsana humko na tha sunana

ab chupna raho bas aage kaho

phir kya huya phir kya huya 

phir kya huya phir kya huya

diware dil pe ubhara bite dino ka saya

diware dil pe ubhara bite dino ka saya

bhuli hai bat koi itna to yaad aaya

jane wo bat kya hai bechain hai diwana

ab chup na raho bas aage kaho

phir kya huya phir kya huya 

phir kya huya phir kya huya

yuhi tadap tadap ke humne gujari rate

yuhi tadap tadap ke humne gujari rate

bate bana bana ke tumne chhupai bate 

lekin nahi sunege ab hum koi bahana

ab chup na raho bas aage kaho

phir kya huya phir kya huya 

phir kya huya phir kya huya

Explore this song