Roman script

bhul na jana mujhe yaad na aana mujhe 
bhul na jana mujhe yaad na aana mujhe 
khwaabo me mere sapne hai tere 
khwaabo me mere sapne hai tere 
ab na jagaana mujhe, yaad na aana 
hu bah raha sailaab me, tera bana bas khwaab me
hu bah raha sailaab me, tera bana bas khwaab me 
aati nahi ninde magar, din hai mera bas raat me 
aati nahi ninde magar, din hai mera bas raat me
karke diwaana mujhe, yaad na aana 
faila hai harsu suna andhera, tu hi tha ab kaun hai mera 
hai iltajaa mere khuda jaake use itna bata 
hai iltajaa mere khuda jaake use itna bata 
karke diwaana mujhe yaad na aana mujhe 
bhul na jana mujhe, yaad na aana

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shenaz Treasurywala, Danny Saru, Varun Khandelwal