Roman script

raat jawan thi taare timtima rahe the

ya yun kahe taare timtima rahe the

aur ye kadam dagmga rahe the

kya hua kaise hua kyu hua

kuch bhi yaad nahi

ki kal raat kuch hua bhi ki nahi

socha chalo likh daalun apni hi raat ki dastaan

raat ki dastaan ko main din me kaise karu bayan

kal tha madhoshi me, aaj hun khamosh main

raat ki dastaan ko main din me kaise karu bayan

kal tha madhoshi me, aaj hun khamosh main

kuch to yaad raha, tha koi na koi yahan

raat ki shararte thi ya ho raha tha mausam bhiga bhiga sa

raat ki dastaan ko main din me kaise karu bayan

kal tha madhoshi me, aaj hun khamosh main

kuch to yaad raha, tha koi na koi yahan

raat ki shararte thi ya ho raha tha mausam bhiga bhiga sa

alright, the story goes futher

subh hoti hai use kuch kuch yaad aata hai

thoda thoda parchaaiyon me kuch najr aata hai

ki pichhli raat hua kya

shokhi thi uski chaal me

lo dil fans gya uske jaal me

shokhi thi uski chaal me

lo dil fans gya uske jaal me

aankhe jo khuli hui to kya hua

dhadkane ruki hui to kya hua

saanse bhi thami hui to kya hua

aankhe bhi khuli hui thi, dhadkane thami hui thi

saanse bhi ruki hui thi to kya hua

kuch to yaad raha, tha koi na koi yahan

raat ki shararte thi ya ho raha tha mausam bhiga bhiga sa

raat ki dastaan ko main din me kaise karun bayan

kal tha madhoshi me, aaj hun

thats right

Explore this song