Roman script

bhul jayenge hum sari duniya ke gam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

chahate keh rahi chahato ki kasam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

bhul jayenge hum sari duniya ke gam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

chahate keh rahi chahato ki kasam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

had se jyada badhne lagi ye bekhudi 

jeene naa degi ab ye diwangi 

kyun ajab si khwaish dil mein hai jagi 

seene mein armano ki mehfil saji 

chahe hum pe karo tum hajaro sitam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

bhul jayenge hum saari duniya ke gam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

puchho na kaisi dillagi hai 

dil ki lagi ye bandgi hai 

kitne hi sapne dekh raha dil 

tumhe batana hai ye mushkil 

aankho mein mehke hai khwabo ki ladi 

paas hai phir bhi hai duriya badi 

ek lamha bhi ab to kahi naa chain hai 

dhadkan se dhadkan ki judne de kadi

keh rahi aashiki ishq hoga naa kam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

bhul jayenge hum sari duniya ke gam 

ek pal do ghadi tum milo to sanam

ek pal do ghadi tum milo to sanam

Explore this song