Roman script

maine puchha tha ek sitare se 

maine puchha the ek sitare se

intihaa bhi safar ki hai koi 

sunke mere sawaal ko shabnam 

raat bhar foot foot kar royi 

bhool jana tha bhool jana tha 

to phir apna banaya kyun tha 

bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha 

tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha 

bhool jana tha 

ek bhatke hue raahi ko sahara dekar 

ek bhatke hue raahi ko sahara dekar 

jhoothi manzil ka jhoothi manzil ka nishaa 

tumne dikhaya kyun tha

jhoothi manzil ka nishaa tumne dikhaya kyun tha

tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha 

bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha 

khud hi toofan uthana tha mohabbat mein agar

doobne se doobne se 

doobne se meri kashti ko bachaya kyun tha

doobne se meri kashti ko bachaya kyun tha 

tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha 

bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha 

jiski taabir jiski taabir 

jiski taabir ab ashko ke siwa kuch bhi nahi 

khwab aisa khwab aisa meri ankhon ko dikhaya kyun tha

khwab aisa meri ankhon ko dikhaya kyun tha 

tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha 

bhool jana tha

apne anjaam pe apne anjaam pe apne anjaam

apne anjaam pe ab kyun ho pashemaan sawaal

ek bedard se ek bedard se 

dil tumne lagaya kyun tha  

ek bedard se dil tumne lagaya kyun tha  

tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha 

bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha 

bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha

Explore this song