Roman script

bhul hui kya mujhse bhagwan 

kya hai dosh hamara

likha vidata kin ghadiyo me 

aisa lekh hamara

likha vidata kin ghadiyo me 

aisa lekh hamara

shiv ka dhnush tod jab dala

tab dali maine varmala

wo kuch pal itne man bhaye

kumkum lal gulal udaye

man se man mil ek hue the

un charno me apna tan man vara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

raj tilak ka shub din aaya sawrag utar dharti par aaya

jagmag deepak mal sazai ghar ghar baz uthi shanai

par bhi ye sukh dekh na paya buje dip aur gir aaya andhiyara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

pakar aaghya ram pita ki van ko chale nahi chinta ki

raghukul rit sada chali aaye paran jaye par vachan na jahi

van vanvasi chale tino van chhod  ayodhya ghar se kiya kinara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

bharat charan chhu nir bahaye nil kamal jal me murjhaye

charan pag ka shish chadaye khud sewak ban raz chalaye

panchvati me lene humko chhod  aa gaye raz pat ghar sara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

ghat pat par hum jo jate kand mol ka samay bitate

panchvati ke us aangan me sau sau baras bitate van me

par na vidata ko ye bhaya de na saka ye bhi sath hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

sone ka marg kisne dekha kyu langhi devar ki rekha

apno se hum dur hue hai milne se majbur hue hai

tadap tadap kar rah jayenge 

kaun yaha de dukh me sath hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara

Explore this song