Roman script

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

tumse milke ye dil khush tha

tumse milke ye dil khush tha

tumse bichadna shraap raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

pinjra bhi khola to lekin

pinjra bhi khola to lekin

jab dono par kaat diye

sare pahre uth gaye to

sare pahre uth gaye to

waqt bana sayyad raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

tumse milke ye dil khush tha

tumse milke ye dil khush tha

tumse bichadna shraap raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

dil ki dunia kya basate

dil ki dunia kya basate

hum to khud hi ujad gaye

khwaab mahal to, ho gaye khandar

khwaab mahal to, ho gaye khandar

ishq magar aabad raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

tumse milke ye dil khush tha

tumse milke ye dil khush tha

tumse bichadna shraap raha

bhul gaye hum sab kuch lekin

bas itna hi yaad raha

Explore this song