Roman script

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

aaj ye kaisi bhang pila di  haye sab kuch mai bhul baitha

bhul bhulayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

bhul bhulayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

lal chunariya mathe ki bindiya ghar ko aaj le jau

jhumar payal kangana kajal sath me aaj le jau

dekh rahi hai dekh rahi hai rashta mera

haye ye mai kaise bhul baitha

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

bas me baithu station jau ya paidal hi nikal jau

besabri ka hal na pucho tumko kaise batlau

or kuch der me or kuch der me

or kuch der me hoga andhera

haye ye mai kaise bhul baitha

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

bhul bhlayia sahar ki galiya ghar ka rashta bhul baitha

dhal gaya suraj jal gayi bati lagta hai jaisse ho diwali

deep jalake angana bathi hogi meri gharwali

aaj milan ki aaj milan ki aaj milan ki hai ye rut suhani

haye ye mai kaise bhul baitha bhul bhlayia sahar ki galiya 

ghar ka rashta bhul baitha bhul bhlayia sahar ki galiya 

ghar ka rashta bhul baitha

Explore this song