Roman script

paap ka saawan ghir aaya hai 

paap ke chhaye baadal 

raam ji jaane aaj ki barkha 

kaahe agan barsaaye 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo mere pyaaro raam milke pukaaro raam 

bolo mere pyaaro raam milke pukaaro raam 

yahi ek naam sang jaaye re 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

raam ka naam, raam ka naam 

rote bachpan rote joban dete rahe duhaayi 

laakho gyaani le dubi hai paap ki andhi khaayi 

dharti ke aanchal me kaise itana pyar samaaye re 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

raam ka naam, raam ka naam 

gher liya hai paap ke sholo ne sara sansaar 

phul jale aur kaliya tadape kaun sune ye hahakaar 

sita ke daaman ki jwaala tujh bin kaun bujhaaye 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

bolo bolo re bhaiya raam ka naam 

raaja raam raaja raam, raaja raam raaja raam 

raaja raam raaja raam, raaja raam raaja raam 

raaja raam raaja raam, raaja raam raaja raam 

raaja raam raaja raam, raaja raam raaja raam 

raaja raam raaja raam, raaja raam raaja raam 

raaja raam raaja raam

jeevan bhi badanaam tha iska maut bhi hai badanaam 

duniya waalo paapi ka hota hai ye anjaam

Explore this song