Roman script

bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
o bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
aisa bigdi banane wala koi aur nahi
bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
o bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
unka damru dam dam bole
agman gam ke bhed khole
unka damru dam dam bole
agman gam ke bhed khole
aisa bhakto ka rakhwala 
koi aur nahi 
bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
o bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
kaya jab jab karwat badle
paap chamakte agle pichhle
kaya jab jab karwat badle
paap chamakte agle pichhle
aisa jog jagane wala koi aur nahi
bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
o bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
tumne jag ka kasht mitaya
mujhko swami kyo bisraya
tumne jag ka kasht mitaya
mujhko swami kyon bisraya
ab to mujhe bachane wala 
koi aur nahi 
bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi 
o bhole nath se nirala, gauri nath se nirala
koi aur nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube