Roman script

bhigi bhigi aankh pe parda hasi ka dale 

dekha na hoga kabhi dekh jara dilwale

pag me teri preet ki payal bandh ke dolu

bahu bani bahrupiya fir bhi kuch na bolu

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

bewafa tere liye tere liye 

bewafa tere liye maine kya kya na kiya

bewafa tere liye tere liye bewafa tere liye

mere dil ka afsana jo sune ho diwna

kam hai aasu pina bas tere gum me jina

dard ne li angadayi rat ko yade teri

rat ko yade teri din ko fariyade teri

rat ko yade teri din ko fariyade teri

jo pade dil pe sahna muh se paar kuch na kahna

jakhme dil ka na sikha fir bhi muskurana sikha

has ke aasu bhi piya has ke aasu bhi piya

maine tere liye maine kya kya na kiya

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

maine kya kya na kiya bewafa tere liye tere liye 

bewafa tere liye

dekh dukh sahna dil ak sun bhi le kahna dil ka

dil to diwana nikla tu bhi begaan nikla

hamne dunia ko choda tujhse fir nata joda

tu chala daman khiche tu chala daman khiche

hum chale piche piche tu chala daman khiche

tu chala daman khiche hum chale piche piche

hum chale piche piche to take wo lab khole 

muh pade boli bole fir bhi sikwa na kiya 

fir bhi sikwa na kiya balma maine tere liye

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

bewafa tere liye tere liye bewafa tere liye

tum muhje kya pahchano tum muhje kya pahchano

ha ji ha tum kya jano sirf do naina tere rup lakho hai mere

hind ki nari hai hum aise kab hari ham

aag me jalna jane aag me jalna jane

mauj par halna jane aag me jalna jane

mauj par halna jane

par utar jana kya dubna bhi aata hai

yu to chup rahte hai hum par ye ab kahte hai hum

tumne jab dil hi toda hamne bhi parda choda

dekh har parda chhod jalima maine tere liye

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

maine kya kya na kiya maine kya kya na kiya

maine kya maine kya maine kya maine kya na kiya

bewafa tere liye tere liye 

bewafa tere liye bewafa tere liye tere liye 

bewafa tere liye maine kya kya na kiya

Explore this song