Roman script

bhiga hai mausam khali hai ghar

bhiga hai mausam khali hai ghar

koi nahi yaha jane jigar

bhiga hai mausam khali hai ghar

koi nahi yaha jane jigar

aa pass tu mere paas aa

tu aaja jara, tu aaja jara

chakkar me tere jo aaunga

mujhkil me main fans jaunga

chakkar me tere jo aaunga

mujhkil me main fans jaunga

ja baba ja tu mujhko na sata

mujhko na sata, mujhko na sata

mauka bhi hai tanhai bhi hai

bechaini si chhayi bhi hai

mauka bhi hai tanhai bhi hai

bechaini si chhayi bhi hai

aise me to ruswai bhi hai

ban ke tu aafat aayi bhi hai

don't get angry aaja idhar

koi nahi yaha jane jigar

don't get angry aaja idhar

koi nahi yaha jane jigar

aa pass tu mere paas aa

tu aaja jara, tu aaja jara

chakkar me tere jo aaunga

mujhkil me main fans jaunga

chakkar me tere jo aaunga

mujhkil me main fans jaunga

ja baba ja tu mujhko na sata

mujhko na sata, mujhko na sata

kyu hai padi tu mere gale

khud pe tera kya bas na chale

kyu hai padi tu mere gale

khud pe tera kya bas na chale

ye berukhi tadpane lagi

dil jod le aaja abhi

tujh se jo main dil lagaunga

mushkil me main fans jaunga

tujh se jo main dil lagaunga

mushkil me main fans jaunga

ja baba ja tu mujhko na sata

mujhko na sata, mujhko na sata

bhiga hai mausam khali hai ghar

koi nahi yaha jane jigar

aa pass tu mere paas aa

tu aaja jara, tu aaja jara

chakkar me tere jo aaunga

mujhkil me main fans jaunga

ja baba ja tu mujhko na sata

mujhko na sata, mujhko na sata

tu aaja jara, mujhko na sata

tu aaja jara, mujhko na sata

Explore this song