Roman script

bhigi huwi koyi sham woh, mehka huwa koyi nam woh
bin baat hi hoti hai nilam woh 
mashhur hai phir bhi badnam woh
jane huwa hai aaj kya hame 
na ham jane kyun hamko yad aaye woh
abb iss tarha usko sochta hu 
gujre huwe woh pal rokta hu
woh pal kahi kho gaye hain jo apne 
aur sath bhi ho gaye hain jo sapne
jane huwa hai aaj kya hame 
na ham jane kyun hamko yad aaye woh
woh roshni woh aag hai ya phir koyi chirag hai
jisse dhire dhire hai jalna 
jisse iss tarha hi hai chalna
kissi mod pe woh aaj bhi kandil si jalegi
shaher ki dhup si bewakt hi dhalegi 
kyun hamko yad aaye wo
bhigi huwi koyi sham woh, mehka huwa koyi nam woh
bin bat hi hoti hai nilam woh
mashhur hai phir bhi badnam woh
jane huwa hai aaj kya hame 
na ham jane kyun hamko yad aaye woh
lyrics typed by: neha gupta

Song details

singer: Javed Ali, Sunidhi Chauhan