Roman script

bhigi bhigi wadi me tujhe leke sath me kho jane ko dil kahta hai

dil kahta hai sanam bhigi bhigi wadi me 

tujhe leke sath kho jane ko dil kahta hai dil kahta hai sanam

tumse pahli najar jo mili thi kho gaya tha mera dil wahi

aaj tumse milan ho gaya to jindagi ban gayi hai hasi

chodiye aisi bate abhi  hamko aane lagi hai sharam

bhigi bhigi wadi me tujhe leke sath me

kho jane ko dil kahta hai dil kahta hai sanam

maine dekha tha khwabo me din wo aaj hai wo mere samne

mere tan man ko mahka diya hai o sanam bas tere nam ne

pyar hi pyar milta rahe phul 

khilte rahe har kadam bhigi bhigi wadi me 

tujhe leke sath me kho jane ko dil kahta hai

dil kahta hai sanam

bat dil ki rahe dil hi dil me dil ki dhadkan ki samjho jubani

bahki bahki si tanhaiya hai hosh hamko abhi hai kaha

halka halka nasha hai hame tham lo aaj bahke na hum

Explore this song