Roman script

kya hua tujhe kya hua, kya hua tujhe kya hua

panghat se nikli mai bhar ke gagriya, kya hua fir kya hua

lachki jo meri ye patli kamariya, kya hua fir kya hua

are ek bake chhore ne pakde kalayi, kya hua fir kya hua

jhatke se dekha to nikla sipahi, kya hua fir kya hua

jab re sipahiya ne khichi mori angiya

haye mori angiya dekho mori angiya

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

rasta mera badla kheto se ab nikla

rasta mera badla kheto se ab nikla

arhar ke kheto me wo khada tha

fuslaya mujhko piche pada tha

fir din dahade gajab hui gawa

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

hay tufano me ghiri alhad jawani meri

kya kya sambhalu, lahanga sambhalu ke choli sambhalu

ke aage sambhalu ke pichhe sambhalu

ke isko sambhalu ke usko sambhalu

hay tufano me ghiri alhad jawani meri

aisi fasi mai daiya re daiya

ghode pe aaya fir jabra sipahiya

mujhko kahi par julam hui gawa re

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

jab re sipahiya ne khichi mori angiya

haye mori angiya dekho mori angiya

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

bharatpur lut gaya hui mori amma

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song