Roman script

bhar lein tumhe baahon mein nigahon mein basaa lein

bhar lein tumhe baahon mein nigahon mein basaa lein

lag jao gallay lag jao gallay aaj lagi dil ki bujha le

bhar lein tumhe baahon mein

tarsi huwi aankhon ka haseen khwaab tumhi ho

tarsi huwi aankhon ka haseen khwaab tumhi ho

jugnoo tumhi taara tumhi

mehtaab tumhi ho jee chaahe yeh apna

tumhe tumse churaalein lag jao gallay lag jao gallay

aaj lagi dil ki bujha le bhar lein tumhe baahon mein

darr hai ke na lag jaaiye nazar apni khushi ko

darr hai ke na lag jaaiye nazar apni khushi ko

yunh dil mein samaajaao khabar ho na kissi ko

ajaao ke duniya ki nigahon se bachaa lein

lag jao gallay. lag jao gallay aaj lagi dil ki bujha le

bhar lein tumhe baahon mein

lag jao gallay lag jao gallay aaj lagi dil ki bujha le

bhar lein tumhe baahon mein

lagta hai ke yug yug se

issi dil mein rahe ho lagta hai ke

yug yug se issi dil mein rahe ho

samjha hai sada tum kissi mehfil mein rahe ho

armaan hai kissi tarha tumhe apna banaalein

lag jao gallay lag jao gallay aaj lagi dil ki bujha le

bhar lein tumhe baahon mein

Explore this song