Roman script

bhanwar me hai meri kashti

kinara dundhta hu me

milahi teri rahmat ka 

sahara dundhta hu me

jaba par jab kabhi ghabra ke 

tera naam aata hai 

suna hai teri rahmat ka

suna hai teri rahmat ka

sahara kaam aata hai

jaba par jab kabhi ghabra ke

kisi se kya kahe kaise sitam hai

rang kya kya hai

rang kya kya hai

tujhe aawaj dete hai

tujhe aawaj dete hai

jo tere naam leva hai

ki chup rahne se teri shaan par

ilzaam aata hai

suna hai teri rahmat ka

sahara kaam aata hai

jaba par jab kabhi ghabra ke

karm karta hai ya rab tu 

humesha apne bando par

ghataye jhumti hai

ghataye jhumti hai

rahamto ki tere masto par

ishaare se tere pyase

labo par jam aata hai

suna hai teri rahmat ka

sahara kaam aata hai

jaba par jab kabhi ghabra ke

Explore this song