Roman script

bhala thaa kitnaa apnaa bachpan

bhalaa thaa kitnaa

bhala thaa kitnaa apnaa bachpan

bhalaa thaa kitnaa

din bhar tu pedo ke tale

rahti thi pasaare aanchal

din bhar tu pedo ke tale

rahti thi pasaare aanchal

aur mai daalo se

phaika kartaa thaa tod ke phal

aur mai daalo se

phaika kartaa thaa tod ke phal

maali thaa bas humaraa dushaman

apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa

bhala thaa kitnaa apnaa bachpan

bhalaa thaa kitnaa

yaad bhi hai vo khel ki baat

jab hum nikaalte the baraat

yaad bhi hai vo khel ki baat

jab hum nikaalte the baraat

ladke mujh ko dulhaa banaate

sakhiyaan tujhko banaati dulhan

apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa

bhala thaa kitnaa apnaa bachpan

bhalaa thaa kitnaa

din ko khel me aur raato ko

baato me kho jaate the

raja raani ke kisse

sunte sunte so jaate the

din ko khel me aur raato ko

baato me kho jaate the

raja raani ke kisse

sunte sunte so jaate the

aankh me nir kaa naam nahi thaa

aankh me nir kaa naam nahi thaa

dil see koso dur thi dhadakan

apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa

bhala thaa kitnaa apnaa bachpan

bhalaa thaa kitnaa

Explore this song