Roman script

chhod chala aaj panchhi apna basera 
chhod chala aaj panchhi apna basera 
jaane ab zindagi ka kahan hoga dera 
wo din rahe na to fir, ye bhi na rahenge 
aaj agar dukh hain to kal, sukh bhi milenge 
dukho se na ghabra bande 
dukho se na ghabra tera hafiz khuda hoga 
bhala kar bhala hoga 
bura kar bura hoga 
neki aur badi ka bande, yahi faisla hoga 
bhala kar bhala hoga

Song details