Roman script

bhala kar bhala hoga 

bura kar bura hoga 

neki aur badi ka vande 

yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga 

bura kar bura hoga 

neki aur badi ka vande 

yahi faisla hoga 

bhala kar bhala hoga 

sahara diya hai jag mein 

jisne besaharo ko 

sahara diya hai jag mein 

jisne besaharo ko 

sada apna pyar diya 

jisne gum ke maro ko 

uske liye jannat ka 

rasta khula hoga 

bhala kar bhala hoga 

bura kar bura hoga 

neki aur badi ka vande 

yahi faisla hoga 

bhala kar bhala hoga 

kisi ko utha nahi sakta 

gira bhi na pyare tu 

kisi ko utha nahi sakta 

gira bhi na pyare tu 

kaam na bigadana agar 

kaam na savare tu 

tere samane aayega 

tune jo kiya hoga 

bhala kar bhala hoga 

bura kar bura hoga

Explore this song