Roman script

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga

sahara diya hai jag me jisne besaharo ko

sahara diya hai jag me jisne besaharo ko

sada apna pyar diya jisne gam ke maro ko

uske liye jannat ka rasta khula hoga

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga

kisi ko utha nahi sakta gira bhi na pyare tu

kisi ko utha nahi sakta gira bhi na pyare tu

kaam na bigadna agar kaam na saware tu 

tere samne aayega tune jo kiya hoga

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga

burayi ke badle jo bhi karta bhalayi hai

burayi ke badle jo bhi karta bhalayi hai

usne hi zindagi me sada jit payi hai 

nekiyo ki rah jo bhi aadmi chala hoga

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga bura kar bura hoga

neki aur badi ka bande yahi faisla hoga

bhala kar bhala hoga

Explore this song