Roman script

bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char

bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char

janam maran tu sudhar re janam maran tu sudhar re

bhajan ke din do char re bhajan ke din do char

vani se har naam le vani se har naam le

hatho se tu daan de hatho se tu daan de

kano se sun mahima prabhu ki kano se sun mahima 

naino se rup nihar re naino se rup nihar re

bhajan ke din do char re bhajan ke din do char

koi rota hai koi gata hai koi rota hai koi gata hai

koi jata hai koi aata hai koi jata hai koi aata hai

aawa gaman mitane ko tu aawa gaman mitane

tu nisdin prabhu pukar re tu nisdin prabhu pukar

bhajan ke din do char re bhajan ke din do char

duj ka baka chandr gaya duj ka baka chandr gaya

badhkar puran chandr hua badhkar puran chandr hua

kali phul hokar yu boli kali phul hokar yu boli

ghan ghan ghan sarjan har re

ghan ghan ghan sarjan har re

bhajan ke din do char re bhajan ke din do char

bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan 

narayan narayan narayan narayan

narayan narayan narayan narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

narayan narayan narayan narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan

Explore this song