Roman script

bhajan bina bawre tune hira janam gavaya

bhajan bina bawre tune hira janam gavaya

bhajan bin bawre

om hari om hari om om hari om hari om

maan kare tu apne bal par jo hai dhalti chaya

mauj me apni dubne wale dhyan na uska aaya

bawre bawre tune hira janam gavaya

bhajan bin bawre bawre

ghar ghar gunje tera nam

meera ke parbhu radhe ke shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

sar pe mere maut khadi hai

kaisi mushkil aan padi hai

tu hi bana de bigde kam

meera ke parbhu radhe ke shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

sabki tune arz suni hai

mere liye kyu der kari hai

naam na tera ho badnam

meera ke parbhu radhe ke shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

hari ram ram ram radhe shyam shyam shyam

Explore this song