Roman script

son bhanwar udd jayega son bhanwar udd jayega
mohak man se jab bhor bhai jab son bhanwar udd jayega 
sone ka tab mitti hoga sone ka tab mitti hoga
murkh man pashtayaga son bhanwar udd jayega 
panchhi ki jo chapan damni
panchhi ki jo chapan damni
chanchal ,kanchanaur kamni
na tu isme man bahlayega 
son bhanwar udd jayega 
lakh bnaye rang mahal par 
lakh bnaye rang mahal par 
khak me sab mil jayega
lakh bnaye rang mahal par
son bhanwar udd jayega

Song details

Song video

Watch on YouTube