Roman script

bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan

tu do din ka mehman tu do din ka mehman

bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan

kal aaya tha kal jayega

kal aaya tha kal jayega

aaja tu soch vichar aaja tu soch vichar

chhod  ke bande tu tu mai mai

chhod  ke bande tu tu mai mai apna kaz sudhar

dhar murlidhar ka dhyan bhai bhaj le shri bhagwan

kya lena hai kya dena hai

kya lena hai kya dena hai

kyu jhutha janjal kyu jhutha janjal

bair virodh bisar ke bande

bair virodh bisar ke bande bhaj girdhar gopal

bhaj girdhar gopal bhaj girdhar gopal 

nar kar jag ka kalyan

bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan

Explore this song