Roman script

bhagwan ne apne jaisa

bhagwan ne apne jaisa

har ek insaan banaya

ye juth kidhar se aaye

ye paap kaha se aaya

bhagwan ne apne jaisa

har ek insaan banaya

sansaar ke is aangan me 

failaate hai jo andhiyara 

failaate hai jo andhiyara

wo yaad rakhe, puchhega tumse ek din ujiyaara

maine to jyot jagaai 

tumne kyu deep bujhaaya 

bhagwan ne apne jaisa

har ek insaan banaya

bhagwaan ne apne jaisa 

jai jai raam, jai jai raam

jai jai raam 

jai jai raam, jai jai raam

jai jai raam 

jo pyaar kabhi naa tuta 

wo pyaar tha raam lakhan me 

wo pyaar tha raam lakhan me

mahlo me saath rahe wo 

aur saath rahe wo van me 

kyun raam ne aaj naa jaane

kyun raam ne aaj naa jaane

kyun raam ne aaj naa jaane

laksman se haath chhudaaya 

ye juth kidhar se aaye

ye paap kaha se aaya

bhagwan ne apne jaisa

har ek insaan banaya

Explore this song