Roman script

bhagwan ne apne jaisa bhagwan ne apne jaisa

har ek insan banaya ye juth kidhar se aaye

ye pap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa

vo kya hai ik kiran hai jo dur kare andhiyare 

jo dur kare andiyare bate uska ujiyara

ye suraj chand sitare usne har jyot jlayi 

usne har deep jalaya bhagwan ne apne jaisa

har ek insan banaya bhagwan ne apne jaisa

duniya mein khud janm lekar jivan ki reet banayi

jivan ki reet banayi banke khud meet sabi ka

ishwar ne preet banayi

jivan dene wale jina bhi hume sikhlaya

har ek insan banaya ye juth kidhar se aaye

ye pap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa

har ek insan banaya bhagwan ne apne jaisa

Explore this song