Roman script

bezuban dil shor na macha 
le maza zara intzar ka 
bezuban dil shor na macha 
le maza zara intzar ka 
bezuban dil 
hai yaad kaise aayi 
har saans le angdaai 
bechain hoke chhu le 
ye raat ye tanhai
hai yaad kaise aayi 
har saans le angdaai 
bechain hoke chhu le
ye raat ye tanhai
bezuban dil shor na macha 
le maza zara intzar ka 
bezuban dil 
is yaad me hi kho ja 
tu bhi usi ka ho ja 
usko gale laga ke 
baho me uski so ja

Song details

Song video

Watch on YouTube