Roman script

yado ki qaid me giraftar ho gaya dil

darbadar ishq me taar taar ho gaya dil

yado ki qaid me giraftar ho gaya dil

darbadar ishq me taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

yado ki qaid me giraftar ho gaya dil

darbadar ishq me taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

kisi aur ko tu chahe

kisi aur ko tu soche

iss dil ko nahi ye gawara hai

furqat ka sharara hai, kaisa angara hai

teri tishngi ne mujhe mara hai

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

rahe sath adhoorapan

chahe main jahaan bhi rahoon

kahin sabr na mujhe aata hai

meri berang duniya me mere sath tera hona

mujhe rahat kyun de jaata hai

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

yado ki qaid me giraftar ho gaya dil

darbadar ishq me taar taar ho gaya dil

yado ki qaid me giraftar ho gaya dil

darbadar ishq me taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

bewajah nahi milna tera mera

rehnuma, rehnuma, rehnuma

Explore this song