Roman script

beta jamure ek bat kahega hanji kya juth kahega naji

to sach kahega hanji beta jamure ek bat kahega 

sach kahega sach kahega hanji hanji

beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se

beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se

beta jamure

kahte hai ke sadiyo pahle bandar se insan bana

kahte hai ke sadiyo pahle bandar se insan bana

lekin sach pucho to wo insan nahi shaitan bana

fir se bandar banke sikho jina kisko kahte hai

tumse to haiwan bhi ache tumse to haiwan bhi ache

jo miljul kar rahte hai 

lade bhai se bhai bane ho sabhi kasai

kahi insan ki surat najar na hamko aayi

tod rahe yuhi sar apna nafrat ki diwar se

beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se

beta jamure

paisa bada sahi par tum to usko bap samjhate ho

paisa bada sahi par tum to usko bap samjhate ho

kutta chahe khale hamko dena pap samnjhte ho

darte ho bhagwan se mandir bade bade banwate ho

dan punya ki to mai apne dan punya ki ta mai apne

man ka khot chipate ho parbhu riswat na mane

khara khota pahchane wo rahta hai kutiyan me

sabko iska jane pahle hamse gale milo

jo milna hai kartar se

beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se

beta jamure

dil me sab ke juth bhara hai or bato me banawat hai

dil me sab ke juth bhara hai or bato me banawat hai

dudh me pani ghee me maida aate me bhi milawa hai

dam agar do chawal ke to pathar sath me aata hai

sauda karo namak ka lekin sauda karo namak ka lekin

chuna sath me aata hai haldi me hai pili mitti

ghas mili hai dhaniye me khot nahi chizo me bhaiya

are khot ke man ke baniye me jio tum pikar pani

padegi hawa hai khami daya hi dan hamara 

aa rahi yaro beimani socho to kya chale hum leke

dunia ke bazar se beta jamure kahde dunia ko lalkar ke

do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se

beta jamure

Explore this song