Roman script

beshaq mandir masjid todo, bullesha ye kahta

beshaq mandir masjid todo, bullesha ye kahta

par pyar bhara dil kabhi na todo, 

is dil me dilbar rahta

jis palde me tule mohabbat

jis palde me tule mohabbat 

usme chaandi nahi taulna

tauba meri na dholna mai ni bolna

o nahi bolna jaa, mai nahi bolna jaa

o mai nahi bolna jaa, dholna mai ni bolna

tauba meri na dholna mai ni bolna

aag te ishq barabar dono, par paani aag bujhaaye 

aag te ishq barabar dono, par paani aag bujhaaye 

aashiq ke jab aansu nikle, aur agan lag jaaye

tere saamne baith ke rona

tere saamne baith ke rona dil ka dukhda nahi tolna

dholna mai ni bolna

o nahi bolna jaa, mai nahi bolna jaa

ve mai nahi bolna jaa, bolna mai ni bolna

tauba meri na dholna mai ni bolna

ve mai nahi bolna, o ve mai nahi bolna

ve mai nahi bolna, te mai nahi bolna

nahi bolna, dholna mai ni bolna

nahi bolna, nahi bolna

Explore this song