Roman script

tumpe karne laga yakin dil jo dil tha mera kabhi
ek zara tum jo sang chale, ho gaya mujhse ajnabi
bepanah tum ko chahe, khwabo me tum ko laaye
dil na ye baaz aaye mera meherban
bepanah tum ko chahe, khwabo me tum ko laaye
dil na ye baaz aaye mera meherban
bekhabar bekhabar huye hum to saare jahan se
aankho me tumko mund ke baithe hai itminan se
sanwali dhoop me chale 
hum tumhare saaye tale
palko ki surmedani me ab to arman yahi pale
bepanah tum ko chahe, khwabo me tum ko laaye
dil na ye baaz aaye mera meherban
nayi nayi dhun me, dabe dabe sur me
khamoshi karti hai shor ye
bole na kuch bole, kisi ko haule haule 
chahe re man mera chor ye
chain kyun beqarari ko bin tumhare bhala mile
paas aao pighalne do, katra katra ye fasle
nayi nayi dhun me, dabe dabe sur me
khamoshi karti hai shor ye
bole na kuch bole, kisi ko haule haule 
chaahe re man mera chor ye
laayi rang zindagi naye, aaj andekhe anchhuye
odh ke rang tumhara ye, bas tumhare lo hum huye
bepanah tum ko chahe, khwabo me tum ko laye
dil na ye baaz aaye mera meherban
bepanah tum ko chahe, khwabo me tum ko laaye
dil na ye baaz aaye mera meherban

Song details

singer: Palak Muchhal, Mohit Chauhan

actor: Rajpal Yadav, Bharti Sharma