Roman script

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

tuk soye ja ki raat kahi bhaagi na jaaye

tuk soye ja ki raat kahi bhaagi na jaaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

le moond le ankhiya tanik zara

le moond le ankhiya tanik zara

baithi hu yahi main na ghabra 

raat jaaye palak tose jhapki na jaaye

raat jaaye palak tose jhapki na jaaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

aadhe soye aadhe jaage

aadhe soye aadhe jaage

saanchi kahu mohe yu laage 

jaise man mein bharam ek aaye ek jaaye

jaise man mein bharam ek aaye ek jaaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

beimaan tore nainwa, nindiya na aaye

Explore this song