Roman script

Behka behka khoya khoya

Rehta hoon main

Kyun na jaaga jaaga

Aur na soya hoon main (x2)

Tere khayaal mein

Tere hi pyar mein

Dooba dooba sa main

Behka behka khoya khoya sa main

Kyun na jaga jaga aur na soya main (x2)

Tere khayaal mein

Tere pyaar mein

Dooba dooba sa main

Chalta chale

Dekhe na daayen na baayen

Phansta hai khud

Aur mujhko bhi ye phansaaye

Baawla hai bewekoofi karta hai kyun

Bina pankh ke ishq liye udta hai yun

Paagal huaa mann teri hi wajah se

Pagal sa pagla hoon main

Behka behka khoya khoya sa main

Kyun na jaga jaga aur na soya main (x2)

Tere khayaal mein

Tere pyaar mein

Dooba dooba sa main

Explore this song