Roman script

behka behka khoya khoya

rehta hoon main

kyun na jaaga jaaga

aur na soya hoon main 

behka behka khoya khoya

rehta hoon main

kyun na jaaga jaaga

aur na soya hoon main 

tere khayaal mein

tere hi pyar mein

duba duba sa main

behka behka khoya khoya sa main

kyun na jaga jaga aur na soya main 

behka behka khoya khoya sa main

kyun na jaga jaga aur na soya main 

tere khayaal mein

tere pyaar mein

duba duba sa main

chalta chale

dekhe na daayein na baayein

phansta hai khud

aur mujhko bhi ye phansaaye

baawla hai bewakufi karta hai kyun

bina pankh ke ishq liye udta hai yun

paagal huaa man teri hi wajah se

pagal sa pagla hoon main

behka behka khoya khoya sa main

kyun na jaga jaga aur na soya main

behka behka khoya khoya sa main

kyun na jaga jaga aur na soya main

tere khayaal mein

tere pyaar mein

duba duba sa main

Explore this song