Roman script

beesvin sadi ki main hu bala 

rok na sakega mujhko tala 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

beesvin sadi ki main hu bala 

rok na sakega mujhko tala 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

jivan me naya ujala hain 

har najar nashe ka pyala hain 

har najar nashe ka pyala hain 

jo bhi dekhega bolega 

chalti firti madhushala hain 

gori o gori 

gori tere gore badan pe, khila gulabi rang 

jo dekhe wo dang, duniya karegi tang 

are hat 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

beesvin sadi ki main hu bala 

rok na sakega tujhko tala 

ghar me rahna band, tujhko nahi pasand 

are ghar me rahna band, tujhko nahi pasand 

saavan ki nadi hun josh bhari 

to tod kinare bah jaye 

jo tod kinare bah jaye 

naari ka ghar hi mandir hain 

koi tumko kaise samjhaye 

naari o naari 

laaj ke jevar se sajte hain 

har naari ke ang 

jo dekhe wo dang, duniya karegi tang 

baju hat 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

beesvin sadi ki tu hain bala 

rok na sakega tujhko tala 

ghar me rahna band, tujhko nahi pasand 

are ghar me rahna band, tujhko nahi pasand 

arman chunauti dete hain 

samaj ke pahredaro ko 

samaj ke pahredaro ko 

ho uljhan main kaise roku 

is dil me dabe angaro ko 

jaane koi jaane

koi to samjhe kyu hoti hain 

armano me jang 

jo dekhe wo dang, duniya karegi tang 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

beesvin sadi ki main hu bala 

rok na sakega mujhko tala 

ghar me rahna band, mujhko nahi pasand 

are ghar me rahna band, mujhko nahi pasand

Explore this song