Roman script

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

bajegi mori payal jiya jo hoga ghayal

karungi kya bahana ke dekhenga jamana

been pe teri chham chham aau dil ki umange rok na pau

na hoye badnami karo ye meharbani

banao na diwana ke dekhega jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

aankh me jadu bat pe tona luta hai dil ka kona kona

mai wari jau dil se mila hai muskil se

tu sathi mastana ke dekhega jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

chaya banke sath rahungi tere bin ab ji na sakungi

ye aankhe pyari pyari na jage ratiya sari

wo din na dikhana ke dekhega jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

bajegi mori payal jiya jo hoga ghayal

karungi kya bahana ke dekhenga jamana

been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega jamana

Explore this song