Roman script

dekh bilakhte balak bhi 
mang rahe hai nyaye
kaha aaj nirlaj bane chhipe pandiraye
patha ki murat bani pathar ke bhagwan
mat sun dinanath ki o bahre pashan 
mere kanth me tera nam sada
kyun karte kanth chori 
mere kanth me tera nam sada
kyun karte kanth chori 
chit chor hai makhan chor hai tu 
main janm janm ki hari 
mere mathe pe laga kalank maf karo 
charno me shish jhukaun
pad gaya chunariya pe dagan ye fir pat pat kyun aaun 
o chakar pad chattan se nyaye ka chakar sawami 
main nyaye mangane aai main nyaye mangane aai 
anyayi nithur dikhai dikhai dikhai

Song details

Song video

Watch on YouTube