Roman script
(Beech beech mein…) Afsana tera mera chatkhaare waala Beech beech mein Sur lag jaata hai mera tumhare waala Beech beech mein (x2) Shola shola saansein bhaari bhaari Aaja aa jalenge baari baari Badlega phir yeh status Kanwaare waala beech beech mein (Beech beech mein…) Afsana tera mera chatkhaare wala Beech beech mein (Beech beech mein…) Hai safar mein zameen Chal raha aasmaan Dono ki jo kahaani Hoke naa ho bayaan O begaani jagah pe nadaani Karein na karein toh kahaan Jaldi mein ye pal dheeme Kyun hain chalte yahaan Main tujhe dekhun * Baaki aadhe mein hai kya chalaki Dikhla de gussa woh bhi Karaare wala beech beech mein Beech mein armaan aise jaage Nishaane nazar ne daage Kahe dil ki badh ja aage Kabhi door door Kabhi paas paas Kabhi door paas Ke beech beech mein (Beech beech mein…) Kabhi door paas Kabhi paas door Kabhi saans saans ke Beech beech mein (Beech beech mein…) Shola shola saansein bhaari bhaari Aaja na jalenge baari baari Badlega phir yeh status Kanware waala beech beech mein (Beech beech mein…) Afsana tera mera chatkhaare wala Beech beech mein..
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Singer: Shalmali Kholgade
- Singer: Shefali Alvares
- Film / album: Jab Harry Met Sejal
- Composer: Pritam
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
singer: Arijit Singh, Shalmali Kholgade, Shefali Alvares
language: Hindi
film directed: Imtiaz Ali
music label: Sony Music India