Roman script

beech beech mei afsana tera mera chatkhaare waala

beech beech mei sur lag jaata hai mera tumhare waala

beech beech mei shola shola saansein bhaari bhaari

aaja mazaa lenge baari baari badlega phir yeh status

kanwaare waala beech beech mein

beech beech mei afsana tera mera chatkhaare wala

beech beech mei beech beech mei

hai safar mein zameen chal raha aasmaan

dono ki jo kahaani hoke naa ho bayaan

o begaani jagah pe nadaani

karein na karein toh kahaan

jaldi mein ye pal dheeme

kyun hain chalte yahaan main tujhe dekhun

aadha baaki baaki aadhe mein hai kya chalaki

dikhla de gussa woh bhi

karaare wala beech beech mein

beech mein armaan aise jaage

nishaane nazar ne daage

kahe dil ki badh ja aage

kabhi door door

kabhi paas paas

kabhi door paas

ke beech beech mein

beech beech mein…

kabhi door paas

kabhi paas door

kabhi saans saans ke

beech beech mein

beech beech mein…

shola shola saansein bhaari bhaari

aaja mazaa lenge baari baari

badlega phir yeh status

kanware waala beech beech mein

beech beech mein…

Explore this song