Roman script

musibat ka kiye ja samna

kanto pe chalta ja

agar mazil pe jana hai

to gir gir ke sambhalta ja

bedard zamana tera 

dushaman hai to kya hai

bedard zamana tera 

dushaman hai to kya hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

ye kaisi khudayi hai 

bolo kaisa khuda hai

lutati huyi duniya 

jo meri dekh raha hai

mai kaise bhala manu 

ke duniya me khuda hai

agar hai to kaha hai

izzat bhi bachi jan 

bachi kaise ye bolo

vo kaun si taqat thi 

zara dil ko tatolo

hai jiaka karam ham 

pe usi se ye gila hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

bedard zamana tera 

dushaman hai to kya hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai 

kuchh kam nahi apne 

liye jine ke sahare

kuchh kam nahi apne 

liye jine ke sahare

iman ki daulat hai 

abhi pas hamare

ye aisa sahara hai 

jo har shah se bada hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai 

bedard zamana tera 

dushaman hai to kya hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

duniya me nahi jiska 

koyi uska khuda hai

Explore this song