Roman script

bedard jamana are bedard jamana

mere dil ki duniya hai

tum duniya rachana

tum duniya rachana

do ek jalak kabhi ban ban ek dhare

roke hai jaise unki raho ke ishare

ham ishq ki baji kabhi jite kabhi hare

gate bhi rahe fir bhi mohabbat ka tarana

ye dil ki duniya hai 

yaha dil dil na fasan

tum dil na lagana

rut kitni suhani hai

ghata jhumti hai

kuch dil ki tarah mast hawa jhumati hai

hansti hui kaliyo ke kadam chum rahi hai

aise me koi dard bhara geet sunana

mere dil ki duniya hai

tum duniya rachana

tum duniya rachana

biti hui rato ko jara fir se bhulakar

vo prem ki bate kabhi hanskar kabhi gakar

in mast nigaho ko

in mast nigaho ko

nigaho se milakar

ik teeer kalejhe pe aur chalana

dokhe ki ye duniya hai

yaha dil na lagana

tum dil na lagana

jinda hu apni kasame tamanna ke sahare

dube nahi ab tak meri aasha ke tare

ummid ke toofan mohabbat ke kinare

tum chaho to ho jayega mera bhi tikana

dokhe ki ye duniya hai

yaha dil na lagana

tum dil na lagana

bedard jamana are bedard jamana

dokhe ki ye duniya hai

yaha dil na lagana

tum dil na lagana

Explore this song