Roman script

bechain sanse kyun hai, kuchh toh kaho 

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho 

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

meri jindagi o meree dilruba sanam

hasrate machalati kyun hai kaho keh bhee do

bechain sanse kyun hai, kuch toh kaho naa

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

mujhe kya pata ke mohabbat ke bas me

tum hi kuchh kaho naa kaha kee yeh rasme

mujhe kya pata ke mohabbat ke bas me

tum hi kuchh kaho na kaha ki yeh rasme

sabhi raaj dil ke kholo dil kee kahi sanam

mujhe chaaho bhul jaao magar kuch kaho sanam

dhadkane dhadakati kyun hai kaho keh bhee do

bechain sanse kyun hai, kuchh toh kaho naa

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuch toh kaho

anjani hai abb tak pyaar kee woh raahe

tumhi ko pukaare sada meree nigaahe

anjani hai abb tak pyaar kee woh raahe

tumhee ko pukaare sada meree nigaahe

sambhalo mujhe gum ho naa jaao kahee sanam

tum hee mere hamnashee ho hamraah har kadam

sine se laga lo mujhe apna kaho

bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuch toh kaho

waqt dhime dhime pao badhata chala gaya

tanhaayi chup rahee pyaar kuchh keh gaya

waqt dhime dhime pao badhata chala gaya

tanhaayi chup rahee pyaar kuchh keh gaya

kisine naa dekha kaha phir chala gaya sanam

samjha sako toh bata do hai kya sanam

baaho me sama lo aur kuchh naa kaho

bechain sanse kyun hai, kuchh toh kaho na

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa

machalati yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

Explore this song